Kaun Main Haan Tum

Anu Malik / Sameer

ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai
dekho naa tumse dur jakar tumhare pas aate hai
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho
thodi si masti, thoda nasha hai, kaise batau iss dil me kya hai
koyi ada se bijali giraye, koyi najar se jadu chalaye
jana maine jana hai, too mera diwana hai
koyi anjana hai, koyi pareshan hai
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho
ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai
dekho naa tumse dur jakar tumhare pas aate hai
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho

ho yeh husn tera katil bada hai, sara jamana iss pe fida hai
karne lagi hai rut beyimani, bachke hai rehna hamko diwani
dekho ankho ankho me, aisi mulakato me
lute koyi bato me, dekhe koyi pyar se
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho
ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai
dekho naa tumse dur jakar tumhare pas aate hai
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho

Curiosités sur la chanson Kaun Main Haan Tum de Alka Yagnik

Qui a composé la chanson “Kaun Main Haan Tum” de Alka Yagnik?
La chanson “Kaun Main Haan Tum” de Alka Yagnik a été composée par Anu Malik et Sameer.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Alka Yagnik

Autres artistes de Indie