Mehendi Mehendi

ANU MALIK, SAMEER

Na na na na oh na ji na na
Mehndi mehndi na mujhko lagana mujhe saajan ke ghar nahin jaana
Na na na na na ji na na

Chaahe kuch bhi kahe dil deewana dil ki baaton mein mujhe nahin aana

Main to ghoongat mein chal gayi chunri mujhse lipat gayi

Neend na aaye mujhe jaag main jaaon kahin lup chup jaaon
Kahin bhaag mein jaaon
Kahan se aaye jaane kahan le jaaye yeh raasta anjaana
Chaahe kuch bhi kahe dil deewana dil ki baaton mein mujhe nahin aana
Na na na na na ji na na
Mehndi mehndi na mujhko lagana mujhe saajan ke ghar nahin jaana

Main to jaadoo ki pudiya main to shishe ki gudiya

Root na jaaon kahin toot na jaaon chalo saath saheli main na jaaon akeli
Chup na rahoongi saajan se kahungi tu pass na aana
Chaahe kuch bhi kahe dil deewana dil ki baaton mein mujhe nahin aana
Na na na na na ji na na
Mehndi mehndi na mujhko lagana mujhe saajan ke ghar nahin jaana

Curiosités sur la chanson Mehendi Mehendi de Alka Yagnik

Qui a composé la chanson “Mehendi Mehendi” de Alka Yagnik?
La chanson “Mehendi Mehendi” de Alka Yagnik a été composée par ANU MALIK, SAMEER.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Alka Yagnik

Autres artistes de Indie rock