Ashaant

Aryan Vimal

Poora din rahu pareshaan
I fear naa karde kisi ko barbaad
Jabb takk hai mere hi haathon mein theek
Ye kalam naa galti se bann jaye shaitaan

Yeh kalam hai ashaant
Meri kalam hai ashaant
Katal beat ka ye karke faraar
Shaant din mein aur chale har raat
Meri kalam hai ashaant

Ye kalam hai ashaant

Sabse keemti hai pen aur mera mic stand
Mai jo bhi gaana likhu it has my stamp
50-50 equity hai mere mere pen ki
Call it a start up jo khada in a shark tank

I call her my wand karti everything and anything I want
Wafadaar like a dog par chalaak like a fox
It's magical kaise ye padhe likhe mere thoughts
I dont visit any doctor hai naam mera steve jobs

Andhere mein bhi roshni ko rehta mai dhundhta
Khaamiyon ki khaasiyat mai khojta hamesha
Chamak meri aankhon mein basi na dekhi jaye
Jaise 10 saal baad dekhe kaidi koi sawera

Rahu sapno mein jaise I'm on sleeping pills
Zero get togethers busy acheiving things
Par abb ek cheez hai constant ye kalam aur ye ink
Aur jab padhu what I wrote mughe hi dedeti chills

Maine kare launde shaant
Jo bane phire the don
Phir aate message
Please paaji can I get feature in your song
Raho jhuk ke aur dono haath se salaam

Poora din rahu pareshaan
I fear naa karde kisi ko barbaad
Jabb takk hai mere hi haathon mein theek
Ye kalam naa galti se bann jaye shaitaan

Yeh kalam hai ashaant
Meri kalam hai ashaant
Katal beat ka ye karke faraar
Shaant din mein aur chale har raat
Meri kalam hai ashaant

Ye kalam hai ashaant

Tabhi ghar par mai arpan karu issko waqt
Aur jab darpan mein dekhu to badla hu shaks
Abb karta mai vo ni cheezen jo normie
Kalpana meri abb out the world

Haan khade kare ronkte
Naa mere jaise bot be
Mai karu music shaunk se
Bina kisi ke khauf se
Seekhta mai unse jo idol mere baithe saare top pe
You can't stop me

Perfect mera music,
Ustaad nusrat ki qawali
Nazmen jo thi saari fursat mein banali
Aur nazmen bhi sab khoobsoorti pe bayan ki
To laga shayad tumhe josh kalam mein abb raha nahi

I'm back to show you
Ke mai shows pe goku
Argon aur Prem
Khaajen kisi bhi crew ko

Unki kabar ko khodu
But choose not to
Kuki real life mein
Banda kaafi gau hu

Poora din rahu pareshaan
I fear naa karde kisi ko barbaad
Jabb takk hai mere hi haathon mein theek
Ye kalam naa galti se bann jaye shaitaan

Yeh kalam hai ashaant
Meri kalam hai ashaant
Katal beat ka ye karke faraar
Shaant din mein aur chale har raat
Meri kalam hai ashaant

Curiosités sur la chanson Ashaant de Argon

Qui a composé la chanson “Ashaant” de Argon?
La chanson “Ashaant” de Argon a été composée par Aryan Vimal.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Argon

Autres artistes de K-pop