Musafir Reprise
kaise jiyunga kaise
bata de mujhko tere bina
kaise jiyunga kaise
bata de mujhko tere bina
tera mera jahan le chalun main wahan
koi tujhko na mujhse churale
rakhlun ankhon mein main
kholun palke na main
koi tujhko na mujhse churale
main andheron se ghira hun
aa dikha de tu mujhko savera mera
main bhatak ta ik musafir
aa dila de tu mujhko basera mera
jaagi jaagi raatein meri
roshan tujhse hai savera
tu hi mere jeene ki wajah
jab tak hain yeh saanse meri
inpe hai sadaa hak tera
poori hai tujhse meri duaa
tera mera jahan le chalun main wahan
koi tujhko na mujhse churale
rakhlun ankhon mein main
kholun palke na main
koi tujhko na mujhse churale
main andheron se ghira hoon
aa dikha de tu mujhko savera mera
main bhatakta ik musafir
aa dila de tu mujhko basera mera
kaise jiyunga kaise
bata de mujhko tere bina
kaise jiyunga kaise
bata de mujhko tere bina
tera mera jahan le chalun main wahan
koi tujhko na mujhse churale
rakhlun ankhon mein main
kholun palke na main
koi tujhko na mujhse churale
main andheron se ghira hun
aa dikha de tu mujhko savera mera
main bhatak ta ik musafir
aa dila de tu mujhko basera mera
ah ah