Bachke Too Rehna Rey Bachke Too Rehna
Bachke too rehna rey bachke too rehna, nahee duja mauka milega sambhalna
kahee bhee chhupa ho tujhe dhund lega, yeh hai ishk samjha tujhe karhi dega khallas
najro kee kaid me too jo aagaya samajhle, ek bar fas gaya toh too fas gaya samajhle
nahee tere jaisa koyee bhee nishana, bachke too rehna rey bachke too rehna
too hai jahan chala aayega bas wahee pe, yeh hai rog aisa agar ho gaya toh khallas
jina hai teraa mushkil too mar gaya samajhle
marna bhee teraa mushkil too woh kar gaya samajhle
jahan me teraa bas yahee hai thikana, bachke too rehna rey bachke too rehna
yeh woh rasta hai jahan mudhna mushkil, yeh woh dastan hai shuru ho gayee toh khallas