Aadat (Deep Blue Version)

Najane kab se
Umeedein kuch baqi hein
Mujhe phir bhi teri yaad
Kion aati hai
Najane kab se.....

Duur jitna bhi tum mujhse
Paas tere mein
Ab to addat si hai mujhko
Aise jeene mein

Zindagi se koi shikwa bhi nahi hai
Ab to zinda hoon mein is neele aasman mein

Chahat aisi hai ye teri
Barhti jaaye
Aahat aisi hai ye teri
Mujhko sataaye

Ke yaadein gehri hein itni
Dil doob jaaye
Aur aankhon mein ye gham
Nam ban jaaye

Ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein

Sabhi raatein hein
Sabhi baatein hein
Bhoolado unhein
Mita do unhein

Curiosités sur la chanson Aadat (Deep Blue Version) de Atif Aslam

Quand la chanson “Aadat (Deep Blue Version)” a-t-elle été lancée par Atif Aslam?
La chanson Aadat (Deep Blue Version) a été lancée en 2004, sur l’album “Jal Pari”.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Atif Aslam

Autres artistes de Folk