Jeena Jeena

Dinesh Vijan / Priya Saraiya

dehleez pe mere dil ki
jo rakhe hain tune kadam
tere naam pe meri zindagi
likh di mere humdum

haan seekha maine jeena jeena kaise jeena
haan seekha maine jeena mere humdum
na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena
na seekha jeena tere bina humdum

dehleez pe mere dil ki
jo rakhe hain tune kadam
tere naam pe meri zindagi
likh di mere humdum

haan sikha maine jeena jeena kaise jeena
haan sikha maine jeena, mere humdum
na sikha kabhi jeena jeena kaise jeena
na sikha jeena tere bina humdum

sachchi si hain ye taareefein
dil se jo maine kari hain

sachchi si hain ye taareefein
dil se jo maine kari hain

jo tu mila to saji hain
duniya meri humdum
o aasma mila zameen ko meri
aadhe aadhe poore hain hum
tere naam pe meri zindagi
likh di mere humdum

haan seekha maine jeena jeena, kaise jeena
haan seekha maine jeena, mere humdum
na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena
na seekha jeena tere bina humdum

Curiosités sur la chanson Jeena Jeena de Atif Aslam

Qui a composé la chanson “Jeena Jeena” de Atif Aslam?
La chanson “Jeena Jeena” de Atif Aslam a été composée par Dinesh Vijan et Priya Saraiya.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Atif Aslam

Autres artistes de Folk