VISION
Aankho me aankh daal
Baat kare aankhe meri
Vision hai saaf mera
Tabhi baatein samjh aari
Chal jaate thoda dur
Fookunga ilaake me ni
Movies dekhu khelu game kattri aisi raate meri (2x)
Karu mic ko check, dikhte likhta facts
Karu mai sab confess Jese likhta test
Naa daala sound effects, Rakhta raw me rap
Rahu real, naa karta fake flex.
Saath me family to photos kyu click karu
Insta pe story nai moment ko lift karu
Dissing ke chakkar me time ko na miss karu
Mix mere vibes Yaar dost mere miss karu
Baatein karu jaise likhu me rap
Agar Shabdon me dum tabhi bajenge bang
Move mera unplanned, mujhe pasand h chess
Mu tera band hoga jabhi bajenge tracks
Impact mera 2020 me dekh
Sirf gaano se baatein kare
Sidha checkmate dunga me shot
Par bache ye chaale chale
Saamna karu halaaton ka hamesha
Life me jabhi jabhi laafe pade
Har kadam pe zindagi pissti dekh, Isliye Buland iraade bane
Aankho me aankh daal
Baat kare aankhe meri
Vision h saaf mera
Tabhi baatein samjh aari
Chal jaate thoda dur
Fookunga ilaake me ni
Movies dekhu khelu games
Katri aisi raatein meri (2x)
Rehna h true khudse or pannon pe
Yeh mera vision hai
Yeh mera vision hai
Gaanon se mere career bana lu mai
Yeh mera vision hai
Yeh mera vision hai
Music ke saath
Mere gharkon sambhaal lu mai
Yeh mera vision hai
Yeh mera vision hai
Hip Hop ke saath mujhe sabko nacha du mai
Yeh mera vision hai
Yeh mera vision hai
Dena nai reason Zindagi mission
Murder kiya maine logo ki soch ko
Banaa criminal me
Banenge tipper to case critical h
Bola jo karta deliver mai
Pehle me sochta tha gaane kaise banenge ?
Jo likhta me bars, kaanon pe vo kese langenge ?
Jo jeeta me lifestyle Bars vahi likhe
Tike gaane banaa ke sikhenge
Agar kaam me chingaari tabhi scene mera lit karu
Adchhane beech me to quit nahi fix karu
Nai thi bandhi sahi khudse kyu jhut bolu
Banaa best mujhe
Khudpe yakeen rakhu
Pyaar se tu chutiya banaale par Gusse se nai
Ghusenge andar to kutenge bhai
Kaam me hai barkat to rukenge nai
Musibat me khada hai to bhulenge nai
Aankho me aankh daal
Baat kare aankhe meri
Vision hai saaf mera
Tabhi baatein samjh aari
Chal jaate thoda dur
Fookunga ilaake me ni
Movies dekhu khelu game kattri aisi raate meri (2x)
Rehna h true khudse or pano pe
Yeh mera vision hai
Yeh mera vision hai
Gaano se mere career bana lu mai
Yeh mera vision hai
Yeh mera vision hai
Music ke saath mere ghar ko sambhaal lu mai
Yeh mera vision hai
Yeh Mera Vision hai
Hip Hop ke saath sabko nacha du mai
Yeh mera vision hai
Yeh mera vision hai