Mirage
Khaali khaali khaali khaali khaali hain sab
Socha milegi jab khushiya, jab pochunga main peak pe Bhage chala jaa raha hain tu issi bas umeed
pe
Dekh hi nahi paa raha saari cheezo ko tu thik se
Hain kafi badi mistake, yeh sabhi sari tricks hain
Sad tha tu jab the khali 10 rupai jeb mein
Aaj lakho mein kama raha hain phir bhi stress tera same hain
Naye bade challenges, aur naye bade aim hain
Yahi dhoka duniya chalati hain
Yahi sara game hain
Koi tere aage nahi, aur koi bhi tere peeche nahi
Tu kisi ke uppar nahi, aur koi bhi tere niche nahi
Comparison se bhaiya bas badhti hain bechaini,
Tu phal todhne chala hain, jo beej tune seche nahi
Fokat mein tu pareshaan hain, fokat mein tu bhaage.. Aage badhna toh zaroori hain, par maze le tu
rahh ke , Sun mazil jaisa kuch bhi nahi, bus aate rahenge naake... sab diya tujhe rab ne, tu bagal mein jhake
Tujhe kabhi na pata chalega
bas tu chala chalega jab tak ho na jaye raakh Sara din bas race kare
jaane kisse chase kare End mai yahi kahega f***
Sahi zindagi ko cheed ke, bas lalache ghused ke,
phir nikla hain safar pe aaj
Tu chale sang bhed ke
Yeh ujale hain andhere ke
Yeh sab sara hain chote mirage
Hain mirage, hain sara yeh mirage
Tujhe kheeche jaye paas
Dil ko behlaye re
Pyaas aur badti teri pyaas
Kare paani ki talaash
Par mil na paye re
Jo bhi chaha paa ke shaant hoga tu iski kya guarantee hain?
Aur jo mila woh rahega, hain kya iski koi warranty
Toh ruk aur take a break, aur chote aakhein khol ke dekh
Sapne jo dekhe the tune, woh tu jee raha hain currently
Jane tu kya paane chala, haathon ka sab chod ke
Maaze toh le phal ke, jo laya hain tu todh ke
yahi tera aaj hai, aur issi mein sara swaad hain
Woh bhi tere honge filhaal hain woh kisi aur ke
Money can buy everything aur har ek badi cheez
Ghar mein Mercedes, aur touchwood bank account hain tees
Phir bhi pareshan aur bhaage, piche mal ke tu vicks
Jo bhi chaha woh mila, bas mila nahi mental peace
Phele khush rehta tha, kahe Rab ki sab Meher hain
Phir Instagram mein jaake karta happiness compare hain
Ab tooti saari neendein aur toota sara dhariya hain
Ab bole, jag unfair hain
Yeh raaz ko tu na jaane tabhi zindagi hain bekabu
Tujhe apni aur kheechegi Kuch iss tarah ka hain jaadu
Tu dar-badhar hi bhatkega aur sab pada hai tere baju
Jo hai bekhabar, hain woh Pareshan Jo samjh gaya bana sadhu
Hain mirage, hain sara yeh mirage
Tujhe kheeche jaye paas
Dil ko behlaye re
Pyaas aur badti teri pyaas
Kare paani ki talaash
Par mil na paye re
Khaali khaali khaali khaali khaali hain sab
Jaali jaali jaali jaali jaali hain sab
Khaali khaali khaali khaali khaali hain sab
Jaali jaali jaali jaali jaali hain sab
Khaali khaali khaali khaali khaali hain sab
Jaali jaali jaali jaali jaali hain sab