Shor Machaye

Roshaan Sherwani, Muhammad Hassan Sheikh

[Verse 1]
Kitni rangein hai
Dunya ye haan
Kehta hai mujhse dil mera
Kion na kho jaoon
In rangon mein
Dou pal ka jeevan hai sara
Kesi deevarein hain
Kion hai
Veeranion sa ye andhera
Dil ki sunli jo
Nikla mein haan
Chor aaya jag ye mein saara

[Pre-Chorus]
Karlo jo karna hai
Ham na rukhein hooo

[Chorus]
Dunya kion shor machaye
Pal bhar bhi chayn na aaye
Hamko na rok ye payein
Ham chalein hooo

[Verse 2]
Taarikion mein bhi
Jalta hai
Teri khwahishon ka dhara
Shor jitna hai
In rahon mein
Pal mein dhal jaye ga saara
Kitne toofanon
Se guzra hoon
Phir bhi jalta hai angara
Tanhayi ruswayi
Jitni ho
Dhal na paye ga sitara

[Pre-Chorus]
Karlo jo karna hai
Ham na rukhein hooo

[Chorus]
Dunya kion shor machaye
Pal bhar bhi chayn na aaye
Ham ko ye rok na payein
Ham chalein hooo
Dunya kion shor machaye
Pal bhar bhi chayn na aaye
Ham ko ye rok na payein
Ham chalein hooo

[Bridge: Vocalisation, Instrumental]

[Chorus]
Dunya kion shor machaye
Pal bhar bhi chayn na aaye
Ham ko ye rok na payein
Ham chalеin hooo
Dunya kion shor machaye
Pal bhar bhi chayn na aaye
Ham ko ye rok na payеin
Ham chalein hooo

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Hassan & Roshaan

Autres artistes de Pop