Wajah

Jaydeep Singh

Ye tuje bhi nahi pata, Kya dil ko di saza
Ab kho baithe khud ko he, Na mille kisi jagah
Ye tuje bhi nahi pata, Ye haini jo bane tu
Dujo ki nazar pe tu thoss, Asal me jane koi nhi
Ye tuje bhi nahi pata, Tu khoi kis jagah
Tu chahti to dil se he, Bs dede muje wajah

Kyu pade tuje farak koi nahi? Is halaat pe taras kyu nahi
Gaya duub par ab harz koi nahi. Ye dil tera barf to nahi
Vo kre kuch bhi feel ab nahi, Chahta dil kare healing sahi
Jazbaat ye reveal he nahi, To phir kre kaise healing sahi
Ab tu bata hai kya dawa, Samajh se tu pare mere kyu bhala
Ye jo silsila, Vo jo na ruka, kya kahe naam usse tu bata
Koi dede wajah, Tu na de saza, Ye dil pareshan, Koi dede Wajah
Tut ke bikhar jata ek din sabkuch, Gumaan Tera mujse ye kehta sabsach
Aasuo me bayaan nahi dard ab, Par zaher krna zaruri her lafaz
Dike sab peeche dard ke ab, Tuje bhi pata lage khoya tune kya
Ab vo nahi main tune badal diya muje
Ab vo nahi main muje dikhe sabkuch hai
Akeela pan usse khae, Bharosa kare kispe vo samajh na paye
Zindagi her din usse Aeena dikahe, Or sheesha lage jhut usse

Vo mange bs ab wajah, Kyu dete usse saza

Curiosités sur la chanson Wajah de jay d

Qui a composé la chanson “Wajah” de jay d?
La chanson “Wajah” de jay d a été composée par Jaydeep Singh.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] jay d

Autres artistes de Urban pop music