Zehen

Anmol Ashish, Pratik Singh

Zehen mein hamare jabse vo aa base
Sambhala iss dil ko zamane ki sahe
Khayaalon mein savalon mein taraaney aa gaye
Aur unki he baatein ab mujhse kahe
Ke hoya pehli vari ishq sajna de naal hai
Rang ye gulaabi ambaraa se gira hai
Hoya pehli vaari ishq sajnaa de naal hai
Lab ye keh na paavein dil di daastan
Kyu unki hi raah dekhe man baavla
Ye lamhe bhi dheere dheere beetein saajna
Kyu unki hi raah dekhe man baavla
Sambhalein na sambhalti ye kaisi hain paheliyaan
Zehen mein hamare jabse vo aa base
Sambhala iss dil ko zamane ki sahe
Khayaalon mein savalon mein taraaney aa gaye
Aur unki he baatein ab mujhse kahe
Ke hoya pehli vari ishq sajna de naal hai
Rang ye gulaabi ambaraa se gira hai
Hoya pehli vaari ishq sajnaa de naal hai
Lab ye keh na paavein dil di daastan hai
Zehen mein hamare jabse vo aa base
Sambhala iss dil ko zamane ki sahe
Khayaalon mein savalon mein taraaney aa gaye
Aur unki he baatein ab mujhse kahe

Curiosités sur la chanson Zehen de Mitraz

Qui a composé la chanson “Zehen” de Mitraz?
La chanson “Zehen” de Mitraz a été composée par Anmol Ashish, Pratik Singh.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Mitraz

Autres artistes de House music