Jeene Ka Junoon
(M)Dil e Beqaraar ki keemat kya hai
Ya toh rab jaane ya dilbar jaane
(F) cdaon mein mere kashish ye kya hai
Ya toh rab jaane ya dilbar jaane
(M&F) {Haan tu hain, haan tu hain,
Mere dil ka yeh suqoon,
Tujhko paake maine paaya,
Jeene ka junoon... }(2)
(M)Bahut der tak hum, khaali raaston pe
Yunhi chale jaa rahe the, be-asar hokar,
(F) Khoye khoye hum bhi tanhaiyon mein,
Yunhi pade hue the, besabab hokar
(M) cakar toone manzilein dikhaayi
(F) Meri bhi toone mehfilein sajaayi,
(M) Yeh kya moujza hai, yeh kya jaadoo hai,
Ya toh rab jaane ya dilbar jaane,
(M&F) {Haan tu hain, haan tu hain,
Mere dil ka yeh suqoon,
Tujhko paake maine paaya,
Jeene ka junoon... }(2)
(F) Chhalakne lage hain meri aankhon se
Dil ke armaan dekho shabnam bankar
(M) Ke lagne lagi hai aag inn paaniyon se
Bahut aandhiyan chhupi in ke andar,
(F) Tum rakhna sada inko sambhaalkar
(M) Waada karte hain sar ko jhuka kar
(F) Yeh kaisi khushi hai, yeh kya raahat hai
Ya toh rab jaane, ya dilbar jaane,
(M&F) {Haan tu hain, haan tu hain,
Mere dil ka yeh suqoon,
Tujhko paake maine paaya,
Jeene ka junoon... }(2)