Kya Se Kya Ho Gaya

Ahhh, Ohhhh
Usne kahaa, tu hi mera dil meri jaan ve
Sab kuchh tera
Meri manzil wahin jahaan tu ruke

Kaise huaa, ek shamma ke hum parwane bane
Kya ho gaya, tinke ki tarah yun beh nikle
Raaton baaton baaton mein, neendo ko chooraya

Din ke ujiyare mein, maine dil haara
Ooska bankar sub kuchh kho kar, kuch nahi paya
Haay.! ye kya ho gaya dil ko chura kar, apna banakar
Ohh hoho, kya se kya ho gaya
Mujhko sata kar, sudh budh gawaa kar, kya se kya ho gaya
Ahhh, Ohhh, Yeah

Hahhh, Ohhh
Main toh doob gaya, unn sagar jaisi aankhon mein
Yonhi kho gaya uski bhool bhulaiyan baaton mein
Laakhon hai ye taare aasmaan mein
Tujh pe dil haare sabhi khoke

Raaton baaton baaton mein, neendo koi churaya
Din ke ujiyare mein, maine dil haara
Uska bankar sub kuchh kho kar, kuch nahi paya
Haay.! ye kya ho gaya

Dil ko chura kar, apna bana kar
Ohh hoho, kya se kya ho gaya
Mujhko sata kar, sudh budh gawaa kar, kya se kya ho gaya
Dil ko chura kar, apna bana kar
Ohh hoho, kya se kya ho gaya
Mujhko sata kar, sudh budh gawaa kar, kya se kya ho gaya
Ahhh, Ohhhhh
Ahhhh, Ohhh, Ahhhh, Ohhh
Kya se kya ho gaya
Kya se kya ho gayaa
Hooo heyy!

Curiosités sur la chanson Kya Se Kya Ho Gaya de Raghav

Quand la chanson “Kya Se Kya Ho Gaya” a-t-elle été lancée par Raghav?
La chanson Kya Se Kya Ho Gaya a été lancée en 2012, sur l’album “The Phoenix”.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Raghav

Autres artistes de R&B