Pran

Anvita Bharti, Ritviz

[Intro/Outro]
Mai Khaama kha
Chala chala aur badhta gaya
Tumhari raah mein saath saans leta gaya

[Verse 1]
Toh keh do na
Hume aach toh dedo na
Ek baat toh chedo na
Jazbaat mein kho le na
O meri heer, Ho na khafa
O meri heer, Chal na rula
Na kar aafra, labrez kar na aa bhi ja

[Chorus]
Dil mera
Kuwara dil mera, kuwara dil mera
Kuwara dil mera, kuwara dil mera
O Dil mera
Kuwara dil mera, kuwara dil mera
Kuwara dil mera, kuwara dil mera
Jo gaaye

[Verse 2]
Feeki feeki zindagani
Bhar de tu fagun ke rang sare
Rang sare, pran mere
Andhiyari kaari ratein
Kar de tu poonam ki
Ujiyare ujiyare, jaan mere
Feeki feeki zindagani
Bhar de tu fagun ke rang sare
Rang sare, pran mere
Andhiyari kaari ratein
Kar de tu poonam ki
Ujiyarе ujiyare, jaan mere

[Bridge]
Jaan mеre pran mere
Agaaz kar unwan de
Anjam de kuch naam de
Iss geet ko pehchaan le

[Verse 3]
Mai Khaama kha
Chala chala aur badhta gaya
Tumhari raah mein saath saans leta gaya
Tumhari raah mein saath saans leta gaya

[Pre-Chorus]
O meri heer
Ho na khafa
O meri heer
Chal na rula
Na kar aafra, Labrez kar na aa bhi ja

[Chorus]
Dil mera
Kuwara dil mera, kuwara dil mera
Kuwara dil mera, kuwara dil mera
O Dil mera
Kuwara dil mera, kuwara dil mera
Kuwara dil mera, kuwara dil mera
Jo gaaye

[Post-Chorus]
Jaise koyal gunn gunnate hue
Tum taare timm timmate
Waise angna mein tum aaye
Saari kaynaat muskuraaye
Kaynaat muskuraaye
Saari kaynaat muskuraaye
Kaynaat muskuraaye
Kaynaat

[Intro/Outro]
Mai Khaama kha
Chala chala aur badhta gaya
Tumhari raah mein saath saans leta gaya
Tumhari raah mein saath saans leta gaya

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Ritviz

Autres artistes de