Kanhaiya

Ashok Sheopuri, Kr Wahi, Niranjan Sharma

Mere Man Mein Tum Kanhaiya Mere Tan Mein Tum Kanhaiya

Meri Aatma Me Tum Ho Jiwan Ho Tum Kanhaiya

Vraj Ke Kan Kan Ko Mein Dharu Nain Mein Nit Raah Niharu
Vrindavan Ki Kunj Galiyan Mein Sham Chavi Hai In Ankhiyan Mein
Vraj Ke Kan Kan Ko Mein Dharu Nain Mein Nit Raah Niharu
Vrindavan Ki Kunj Galiyon Mein Sham Chavi Hai In Ankhiyan Mein
Bhagwan Ho Kanhaiya Meri Pehchan Ho Kanhaiya

Mein Gopi Hu Murari Nidhiwan Ho Tum Kanhaiya
Mere Man Mein Tum Kanhaiya Mere Tan Mein Tum Kanhaiya

Jaise Taare Sadan Ka Sai Jaise Pai Mira Baai
Chet Gaye Chaitaniya Prabhu Ji Tum Mere Jiwan Ki Punji

Dildaar Tum Kanhaiya Jiwan Ke Ho Khiwaiya

Mein Urta Parinda Pawan Ho Tum Kanhaiya
Mere Man Mein Tum Kanhaiya Mere Tan Mein Tum Kanhaiya
Mere Man Mein Tum Kanhaiya Mere Tan Mein Tum Kanhaiya

Curiosités sur la chanson Kanhaiya de Sadhana Sargam

Qui a composé la chanson “Kanhaiya” de Sadhana Sargam?
La chanson “Kanhaiya” de Sadhana Sargam a été composée par Ashok Sheopuri, Kr Wahi, Niranjan Sharma.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Sadhana Sargam

Autres artistes de World music