Nikah (Original Score)

Dharka hai dil tera
Dharke na mere liye
Sabhi mera tera hee hai
Main nahin bas tere liye

Mere naam ki thi jo zindagi
Kiske aab naam ki
citebaar bhi tora mera
Har khushi bhi neelam ki
citebaar bhi tora mera
Har khushi bhi neelam ki

Tu bawafa hai ya hai tu bewafa
Tujhe pata hai tere dil ko pata
Tu hokay mera hee
Oh mahi
cye raahi na hua
Tu bawafa hai ya hai tu bewafa
Tujhe pata hai tere dil ko pata

Nahin yaad bhi karaingy
Nahin yaad yeh bhi rehta
Mere saath reh raha hai
Tera gham na kuch hai kehta
Woh jo pyaar kar rahay thy
Woh jo hum py marr rahay thy
Woh jee rahain hain tanha
Wohi zakhm bhar rahay thay

Mere naam ki thi jo zindagi
Kiske aab naam ki
citebaar bhi tora mera
Har khushi bhi neelam ki
citebaar bhi tora mera
Har khushi bhi neelam ki

Tu bawafa hai ya hai tu bewafa
Tujhe pata hai tere dil ko pata
Tu hokay mera hee
Oh mahi
cye raahi na hua
Tu bawafa hai ya hai tu bewafa
Tujhe pata hai tere dil ko pata

Jab dil hee uth gaya hou
Jab dil hee dukh gaya
Koi saathi chalte chalte peeche ruk gaya
Hai jo zindagi guzari hai jo zindagi yeh baaqi
Har saans py hai bhaari

Mere naam ki thi jo zindagi
Kiske aab naam ki
citebaar bhi tora mera
Har khushi bhi neelam ki
citebaar bhi tora mera
Har khushi bhi neelam ki

Tu bawafa hai ya hai tu bewafa
Tujhe pata hai tere dil ko pata
Tu hokay mera hee
Oh mahi
cye raahi na hua
Tu bawafa hai ya hai tu bewafa
Tujhe pata hai tere dil ko pata

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Sahir Ali Bagga

Autres artistes de Asian pop