Aansu

Ho tujhko mai bhula nahi kyuki mere hi saath toh dhokha hua tha,
Aankhein jo teri namm na hui par mere unn aankhon se aansu baha tha,
Ho tujo mujhe bhul gayi toh dil ye mera ghut ghut ke mara tha,
Aaj nikla hu duniya ko jitne, jitunga Shade pe haath khuda ka,

Maine mana tha tujhko khuda par tujhko hazam na hui ye khairaate,
Keh dena tere naye waale yaar se ki tujhko ek mahenga sa phone dilaade,
Aue jald hoga naam mera tab phone pe sun'na tu meri baatein,
Aankhon se tere jaam bahenge aur jaam se bhulunga mai teri yaadein,

Ho zinda hu mai,
Zinda hu mai,
Teri hi leke yaadein

Tu kaha chupi,
Leja mujhe

Ho zinda hu mai,
Zinda hu mai,
Teri hi leke baatein

Tu kaha chupi,
Leja mujhe

(×2)

Na aisa kabhi socha nahi ki mai tere hi naam se aansu likhunga,
Hogyi kaafi zulmi baatein, abse mai tere na pass dikhunga,
Ho chori maine tujhpe wafa par apne peethpe khanjar ghopa,
Sajaaye the sapne jagah ke par tune hi mere pyaar ko tora,

Par jana aisa sochna nai ke mai tujhse hu pyaar nhi karta kyuki
bachpan se hi dekh rha tera hasta chehra mai,
Lekin ab baat hai aisi ki tujhme pehle waali baat nhi
Ab mere liye janta hi mera pyaar hai,....

Ho zinda hu mai,
Zinda hu mai,
Teri hi leke yaadein

Tu kaha chupi,
Leja mujhe

Ho zinda hu mai,
Zinda hu mai,
Teri hi leke baatein

Tu kaha chupi,
Leja mujhe

(×2)

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Shade

Autres artistes de Blues