Sorry (Lofi Freeverse)

Vrindam Nagpal

Raat nayi aag jali baitha shaap leke
Mann mein dar kahin chupa baitha saap jaise
Dasta voh gehra ya sardi ka kohra hai ya bas akela main, yeh jaan lete
Uthaya phone ab chod raha shaap aise
Jaldi dikhne ki kaante the ukhaad fainke
Kaafi samay haan laga samajhne mein ki jab tak chaske le, tu hi baap bete
Kalam se dar ko nikal
Kyun hai likhta tu jaan
Yaad aaya kya haal tha tera
Jab savera na hota tha
Paani behta tu jhonka sa
Jahan dhakka laga pohoncha tha
Mili awaaz jis din maara chauka tha
Din raat bas haath mein guitar phir
Chup Chup likhe itne ki yaad nahi
Gaana gaya na jaata toh shaant hi
Baitha rehta chup chaap koi baat nahi
Thi kehne ko jaise
Kaan pade the behre
Dekhun khud ke do chehre
Ab mujhe koi dar nahi
Likhun baat joh bhi ad gayi
Shayari toh khabar nahi
Dar kya hai
Raat nayi aag jali baitha shaap leke
Mann mein dar kahin chupa baitha saap jaise
Dasta voh gehra ya sardi ka kohra hai ya bas akela main, yeh jaan lete
Uthaya phone ab chod raha shaap aise
Jaldi dikhne ki kaante the ukhaad fainke
Kaafi samay haan laga samajhne mein ki jab tak chaske le, tu hi baap bete

Curiosités sur la chanson Sorry (Lofi Freeverse) de SOS

Qui a composé la chanson “Sorry (Lofi Freeverse)” de SOS?
La chanson “Sorry (Lofi Freeverse)” de SOS a été composée par Vrindam Nagpal.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] SOS

Autres artistes de Trap