Hosla

M M.

Ye zameen aur aasmaan
Tanha hi chale ya karawaan
Toofan Jo bane ye hosla
Kismat bhi le tu Aazma

Ye zameen aur aasmaan
Dekhega aur ye jahaan
Toofan Jo bane ye hosla
Khud ko tu Khudhi mein Khoj laa

Zehen nasheen karo ye baten mukhtasir nahi Jo
Dil o demagh ki chirri ha jang rehtin baaten Kai wo
Bhoolne ko Betha tha yaden kya ho ga agar Teri yad na gayi wo
Khair ab rehta itna waqt nai Jo guzri thin baten Karen wo
Par mosoof masoom nahi
Itna bhi qasoor nahi
Dil mein gharoor nahi
Par milne ko rehta majboor bhi nai
Itna shaoor bhi nahi
Lehja maghroor hi sai
Jab kuch karne ki ha thanle shok se barhke fitoor hi nahi

Din gin gin katti ni raten
Kyun karte khudse ye waday
Jo chahke bhi ham nai nibhate
Mustaqbil ajj ko satatay
Kitne alfaaz hen rulatay
Kitne alfaaz hen hansatay
Kuch na ho to Khud ko hi danten
Lalach aur hirs mein sabar ko banten

Ye zameen aur aasmaan
Tanha hi chale ya karawaan
Toofan Jo bane ye hosla
Kismat bhi le tu Aazma

Ye zameen aur aasmaan
Dekhega aur ye jahaan
Toofan Jo bane ye hosla
Khud ko tu Khudhi mein Khoj laa

Khitta ye registan mein
Aur qom rahi imtehan main
Mustaqbil se anjaan mein
Ajj k makan kal weraan hen
Zindagi rooh ka gumaan ha
Warna sirf waqt ki Shaan ha
Jana upper imaan ha
Jo mein likhon rab ka Inaam ha

To Phir ye kesi sazishen hen
nafs ki Jo khwaahishen hen
Kismaten to rab ne likhin
Jo Millin nawazishen hen
Phir kyun rukawaten hen
Sakhti aur sakhawaten hen
Jo bane wo raabte
Na bane raqaabten hen

Amjad islam amjad na Zia mohiuddin hun mein
Na reh saka apni likhai se mutmaeen hun mein
Kardon bayaan is dil ko itna na zaheen hun mein
De sakon sabko khushi itna na naeem hun mein

Ye zameen aur aasmaan
Tanha hi chale ya karawaan
Toofan Jo bane ye hosla
Kismat bhi le tu Aazma

Ye zameen aur aasmaan
Dekhega aur ye jahaan
Toofan Jo bane ye hosla
Khud ko tu Khudhi mein Khoj laa

Chansons les plus populaires [artist_preposition] mmm(cv.佐藤拓也、cv.白井悠介、cv.土岐隼一)

Autres artistes de Electro rock