workoholic

M M.

Jab se tu gayi ha workoholic zindagani
Ain't no Alcoholic phir bhi rehti tun jawani
Kahan se shuru aur phir ho mukammal ye kahani
Ham par missalen banni jinhon ne har hi na mani

Body holics feels like a second home to me
Mein tera hook buddy banda koi unknown to nai
Drone hun bhai sidha dhamaka un khayalon par
Maalik hi jo likhta sabke naam in niwalon par

Deadlift phir life switch to jaan maren
Hold twist pull up shift na har manen
Ham unmay se nahi jo sirf kartay hen rehtay baten
Khudse hi nawakif kya nibhatay phirtay rishtay natay

Ab bandon se zyada yahan cheezon se yariyan hen
Rahen jitni mushkil utni manzil asaniyan hen
Ham sab ki apni munfarid si kuch kahaniyan hen
In khamosh sarkon par kuch gungunati gariyan hen

Larriyan bhi choti bohot ,bharosa toota bohot
Aj ki araish k peechay kal ko ha loota bohot
Vitamin rhyme afterparty at nine
It's gonna rain when there is my time to shine

Chal aja jan thori marle
Chal apnay kam ko sanwar le
Chal khud pe thora tu dhayan de
Khabon ki in eenton se bana apna makaan le

Chal aja jan thori marle
Chal apnay kam ko sanwar le
Chal khud pe thora tu dhayan de
Khabon ki in eenton se bana apna makaan le

Himmat e mardan maddad e khuda
Nidar befiqr sab k honslay jawan
Ye waqt ek farz ha jiski na qaza
Waqtti mushakkat phir yadden baqa

Zakat zehen ki chupi ha naek soch mein
Ham wo musafir jo nikle safar pe shok say
Rahon pe milte thay kankar par ham to bekhof thay
Zakhmon aur udassi se tarazu apna toltay

Khol don sar ye mukhalifine bhot jalli
Par apnay usool o zawabit na den jane khali
Maali us bagh k jiska gulshan ab bhi mustaqbil ho
Khali til ye kamptay dushman sare mushtamil jo

Muntaqil ho soch ye usool ye riwaaj bhi
Bikhray na ye ragni rabaab issraj bhi
Dil ki wo sada jo lafzon ne kyun indaraj ki
Khubiyan bhi karlo tum talaash is samaj ki

Crunch hard these verses are lagendary
We are bilievers man not someone ordinary
Ye zindagi ha ek jang aur ham hen mercenary
Zehni sakoon sab se upper baki secondary

Chal aja jan thori marle
Chal apnay kam ko sanwar le
Chal khud pe thora tu dhayan de
Khabon ki in eenton se bana apna makaan le

Chal aja jan thori marle
Chal apnay kam ko sanwar le
Chal khud pe thora tu dhayan de
Khabon ki in eenton se bana apna makaan le

Chansons les plus populaires [artist_preposition] mmm(cv.佐藤拓也、cv.白井悠介、cv.土岐隼一)

Autres artistes de Electro rock