Mata Tere Charno Ki

Navin Tripathi, Manish Tripathi

Jai Jai Mata Rani
Jai Jai Mata Rani
Jai Jai Mata Rani
Jai Jai Mata Rani

Maiya Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki

Agar Dhul Jo Mil Jaye
Sach Kehta Hu Meri
Sach Kehta Hu Meri
Takdeer Badal Jaye

Maiya Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki

Sunte Hai Teri Rehmat
Din Raat Barasti Hai
Sunte Hai Teri Rehmat
Din Raat Barasti Hai
Ek Boond Jo Mil Jaye
Ek Boond Jo Mil Jaye
Dil Ki Kali Khil Jaye

Maiya Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki

Ye Mann Bada Chanchal Hai
Kaise Ise Samjhau
Ye Mann Bada Chanchal Hai
Kaise Ise Samjhau

Jitna Ise Samjhau
Jitna Ise Samjhau
Utna Hi Machal Jaye

Maiya Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki

Nazro Se Girana Na
Chahe Kitni Saza Dena
Nazro Se Girana Na
Chahe Kitni Saza Dena
Nazro Se Jo Gir Jaye
Nazro Se Jo Gir Jaye
Mushkil Hi Sambhal Paye

Maiya Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki

Maiya Iss Jeewan Ki
Bas Ek Tamanna Hai
Mata iss jeewan ki
Bas Ek Tamanna Hai
Tum Samne Ho Mere
Tum Samne Ho Mere
Mera Dum Hi Nikal Jayein

Maiya Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki
Mata Tere Charno Ki

Curiosités sur la chanson Mata Tere Charno Ki de Anuradha Paudwal

Qui a composé la chanson “Mata Tere Charno Ki” de Anuradha Paudwal?
La chanson “Mata Tere Charno Ki” de Anuradha Paudwal a été composée par Navin Tripathi, Manish Tripathi.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Anuradha Paudwal

Autres artistes de Film score