Radhe Tere Charno Ki

Navin Tripathi, Navin-Manish, Manish Tripathi

Radhe Krishna Bolo

Radhe Krishna Bolo

Radhe Krishna Bolo

Radhe Krishna Bolo

Radhe Tere Charno Ki
Radhe Tere Charno Ki
Radhe Tere Charno Ki
Shyama Tere Charno Ki

Agar Dhul Jo Mil Jaye
Sach Kehta Hu Meri
Sach Kehta Hu Meri
Takdeer Badal Jaye

Radhe Tere Charno Ki
Radhe Tere Charno Ki
Radhe Tere Charno Ki
Shyama Tere Charno Ki

Sunte Hai Teri Rehmat
Din Raat Barasti Hai
Sunte Hai Teri Rehmat
Din Raat Barasti Hai
Ek Boond Jo Mil Jaye
Ek Boond Jo Mil Jaye
Dil Ki Kali Khil Jaye

Radhe Tere Charno Ki
Radhe Tere Charno Ki
Radhe Tere Charno Ki
Shyama Tere Charno Ki

Ye Mann Bada Chanchal Hai
Kaise Ise Samjhau
Ye Mann Bada Chanchal Hai
Kaise Ise Samjhau

Jitna Ise Samjhau
Jitna Ise Samjhau
Utna Hi Machal Jaye

Radhe Tere Charno Ki
Radhe Tere Charno Ki
Radhe Tere Charno Ki
Shyama Tere Charno Ki

Nazro Se Girana Na
Chahe Kitni Saza Dena
Nazro Se Girana Na
Chahe Kitni Saza Dena
Nazro Se Jo Gir Jaye
Nazro Se Jo Gir Jaye
Mushkil Hi Sambhal Paye

Radhe Tere Charno Ki
Radhe Tere Charno Ki
Radhe Tere Charno Ki
Shyama Tere Charno Ki

Radhe Iss Jeewan Ki
Bas Ek Tamanna Hai
Radhe iss jeewan ki
Bas Ek Tamanna Hai
Tum Samne Ho Mere
Tum Samne Ho Mere
Mera Dum Hi Nikal Jayein

Radhe Tere Charno Ki
Radhe Tere Charno Ki
Radhe Tere Charno Ki
Shyama Tere Charno Ki

Curiosités sur la chanson Radhe Tere Charno Ki de Anuradha Paudwal

Qui a composé la chanson “Radhe Tere Charno Ki” de Anuradha Paudwal?
La chanson “Radhe Tere Charno Ki” de Anuradha Paudwal a été composée par Navin Tripathi, Navin-Manish, Manish Tripathi.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Anuradha Paudwal

Autres artistes de Film score