Kehkashan
[Verse 1: Hassan Sheikh]
Ik andheri gufah mein
Mein kab se jee raha
Phir dil ke kehkashan mein (Hoo)
Aik tara hai jala
Ye anjani sadayein (Sadayein)
Mujhe le jayein kahan (Mujhe le jayein kahan)
Mere dil ki berukhi ye
Kab se jee raha
[Pre-Chorus]
Tou dil ko haan kyun phir chahye
Tu hi samayi hai
Rooh mein teri sada
Chahoon mein rehna
Wahan pe haan khamoshiyon
Mein hai jo ghar tera
[Chorus]
Aankhon se
Kyun chehra vo dikhne laga
Anjane
Raston pe kyun chalne laga
[Verse 2]
Ab kese mein bataoon
Iss dil ki ilteja
Na ho lafzon mein bayaan jo (Hoo)
Kuch aesi hai zubaan
[Verse 2 cont.]
Jaane kyun ye bin
Bulaye tera
Chahe ehsaas sard dil mera
Hmm koyi na ho haan
Jo paas mere
Saara sansaar ghar ho tera
[Pre-Chorus]
Tou dil ko haan kyun phir chahye
Tu hi samayi hai
Rooh mein teri sada
Chahoon mein rehna
Wahan pe haan khamoshiyon
Mein hai jo ghar tera
[Chorus]
Aankhon se
Kyun chehra vo dikhne laga
Anjane
Raston pe kyun chalne laga
[Pre-Chorus]
Tou dil ko haan kyun phir chahye
Tu hi samayi hai
Rooh mein teri sada
Chahoon mein rehna
Wahan pe haan khamoshiyon
Mein hai jo ghar tera
[Break]
[Chorus]
Aankhon se
Kyun chehra vo dikhne laga
Anjane
Raston pe kyun chalne laga
[Chorus cont.]
(Aankhon se)
Kyun chehra vo dikhne laga
(Anjane)
Raston pe kyun chalne laga