Jai Jagannath [Hindi]
Shubh din aaya shubh aayi ghadi
Jai jagannath se goonja aasma
Use charo dhaam ka punya mila
Jo kar le purn teri parikrama
Man mein mirdang baje
Vaikunth mein sankh baje
Mandir hai jhoom raha
Ambar se khuiyaan barsi
Mila tabhi punya
Hue sabhi dhanya
Aakar teri sharno mein
Jai jagan nath hume rahna aapke charno mein
Jai jagan nath hume rahna aapke
Charno mein
Parikarma path par jo bhi chala
Dwaar khula har dwaar khula
Jagannath jee ki jispe kripa
Kaal bhi kya kar lega bhala
Baansuri bhi sang baje
Baikunth mein sankh baje
Mandir hai jhoom raha
Ambar se khushiyaan barasi
Na aadi ant jeevan ananat paye sab sharno mein
Jai jagannath hume rahna aapke charno mein
Jai jagannath hume rahna aapke charno mein
Hey nath mere jagat ke swami
Aaye hain tere dware
Bhagya uday ho jug mein jay ho
Naam jo tera pukare
Khudko jo arpan karde samarpan vardan pa liya
Janmo janam se tarsi thi ankhiya Tune darshan diya
Jaikaar teri jo gaata
Aur parikarma hai lagata
Jaikaar teri jo gaata
Aur parikarma hai lagata
Mile tabhi punya hue sabhi dhanya aakar teri sharno mein
Jai jagan nath hume rahna aapke charno mein
Jai jagan nath hume rahna aapke
Charno mein