Hum Bewafa Hargiz Na Thay

R. D. Burman, Anand Bakshi

Hum bewafa hargiz na the
Par hum wafa kar naa sake
Humko mili uski sazaa
Hum jo khata kar naa sake
Hum bewafa hargiz na the
Par hum wafa kar naa sake

Jingala la hum, jingala la hum
Jingala la hum hurr hurr, hurr hurr
Kitni akeli thi woh rahen hum jinpe
Ab tak akele chalte rahen
Tujhse bichhad ke bhi o bekhabar
Tere hi gham mein jalte rahen
Tune kiya jo shiwa
Hum woh gila kar naa sake
Hum bewafa hargiz na the
Par hum wafa kar naa sake

Hurr hurr, hurr hurr, hurr hurr
Tumne jo dekha suna sach tha magar
Itna tha sach yeh kisko pataa
Jaane tumhe maine koi dhokha diya
Jaane tumhe koi dhokha hua
Is pyaar mein sach jhooth kaa
Tum faisla kar naa sake
Hum bewafa hargiz na the
Par hum wafa kar naa sake

Jingala la hum, jingala la hum,
Jingala la hum hurr hurr

Curiosités sur la chanson Hum Bewafa Hargiz Na Thay de Kishore Kumar

Quand la chanson “Hum Bewafa Hargiz Na Thay” a-t-elle été lancée par Kishore Kumar?
La chanson Hum Bewafa Hargiz Na Thay a été lancée en 2012, sur l’album “Chalte Chalte…Kishore Da’s Greatest Hits”.
Qui a composé la chanson “Hum Bewafa Hargiz Na Thay” de Kishore Kumar?
La chanson “Hum Bewafa Hargiz Na Thay” de Kishore Kumar a été composée par R. D. Burman, Anand Bakshi.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Kishore Kumar

Autres artistes de Film score