Aise Na Rula

Krsna Solo, Raja Rasaily

Dhoondhi thi maine tujhme meri khushi
Tune di dooriyan
Jeeti rahi main sunn ke teri hassi
Tune di mayoosiyan
Dhoondhi thi maine tujhme meri khushi
Tune di dooriyan
Jeeti rahi main sunn ke teri hassi
Tune di mayoosiyan
Baaki jo hai, thoda sa dil
Mujh mein ab kahin
Mitt jaye woh, yaadon ke sang
Jaane kyun khwaish hai teri
Aise na rula
Sailabon mein tu na beh jaye
Aise na rula
Murjhaye na teri bhi muskane
Aise na rula
Sailabon mein tu na beh jaye
Aise na rula
Murjhaye na teri bhi muskane

Bhatke hue hum the
Wafa se hum chooke
Apni jagah pe saacha hai tu
Mera saara jaan-o-jahan
Tumne hi pana tha
Jaana humne yeh bade der se kyun
Kadwi baaton se tera dil dukhaya
Ho gayi humse anjane mein khata
Yun pathar dil hum toh nahi hain
Ho pyar toh apne le mujhko dobara
Aise na bula
Sailabon mein tu na beh jaye
Aise na rula
Murjha gayi hain meri muskane

Ashko ke yeh dariya mein
Teri hi parchhai jhalke
Par beeti woh baatein roke humein
Khule hain zakham
Ab bhi dil ke saare
Aise na rula
Sailabon mein tu na beh jaye
Aise na bhula
Murjha gayi hain meri muskane
Aise na rula
Sailabon mein tu na beh jaye
Aise na bhula
Murjha gayi hain meri muskane
Aise na rula
Sailabon mein tu na beh jaye
Aise na rula
Murjhaye na teri bhi muskane

Curiosités sur la chanson Aise Na Rula de Krsna Solo

Qui a composé la chanson “Aise Na Rula” de Krsna Solo?
La chanson “Aise Na Rula” de Krsna Solo a été composée par Krsna Solo, Raja Rasaily.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Krsna Solo

Autres artistes de Film score