Meri Yeh Payaliya Geet Tere Gaaye

hain mere sang kiya tune bada tang kiya
dori mere paas ho toh saiyya tohe khichh lu
jaane na du - 2
aankhon mein basa ke aankhen michh lu

meri yeh payaliya geet tere gaaye - 2
chalu tham tham ke ghumghru chanak jaaye
meri yeh payaliya geet tere gaaye
chalu tham tham ke ghumghru chanak jaaye
meri yeh payaliya geet tere gaaye

tann dole re dhitam dhitam
mann bole re dhitam dhitam

(ambua ki daali pe jab koyal bole
haule haule birhan ka mann paapi dole) - 2
kise neend aaye kise chain aaye
jiya dhadak jaaye
meri yeh payaliya geet tere gaaye
chalu tham tham ke ghumghru chanak jaaye
meri yeh payaliya geet tere gaaye

(ghar baithi sharamaaun gali mein na aaun
lat bikhre mann bhatke kahi kho na jaaun) - 2
dagar mein haai nazar mil jaaye
kamar balkhaye chunar sarak jaaye
meri yeh payaliya geet tere gaaye
chalu tham tham ke ghumghru chanak jaaye
meri yeh payaliya geet tere gaaye

(hain mere bin tere iya nahi laage
saari naina mere naian rahe jaage hjaage) - 2
agan si mann mein lage saawan mein
mere aagan nein bijli chakmal jaaye
meri yeh payaliya geet tere gaaye
chalu tham tham ke ghumghru chanak jaaye
meri yeh payaliya geet tere gaaye

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Lata Mangeshkar

Autres artistes de Film score