Besharam
Zubaan hai kaatil
Jo dil hai haazir
Kate nazakhat se
Toh tu bhi aa phir
Kalam siyaahi
Dubote hai phir se
Ye ladka kaabil
Isliye kalaa mein
Parivaar shaamil hai
Kyuki wo bhi shatir
Pehchaante wo ki
Heera kya cheez hai
Chamakte aise
lage ke raat mein roshni si
Bhaari kaam karte
Dinn raat jaggte
Make it look so easy
Jo kamaate rakhte
Kharchaa na karte
Baniye ki peedi
Thodi chaal tedi
Thodi tez gedi
Jeevan mein jeete
Khel saanp seedi
Wo umar 21 ki
Ya battees ki
Show pe aake naam mera cheekhti
Photo kheechti
Aankhein senkti
Main jaise mic pe thookta
Wo bheegti
Pairo-zameen thi
Ab hai baadal
Jo bhao khaate the
Karte aadar
Palang ke bahaar ab
Phaili chaadar
Hum se zyaada besharam
kaun yaha par?
Ye gaanon se hi toh hai bani meri pehchaan
Agar nah hue mashoor toh fatti gaand
Darr tha dil mein aur haath mein thi jaam
Tabhi thaan liya sab jaanenge mera naam
Uss din se hi daali dil maine aur jaan
Subha ko job raat dhunn ki dukaan
Hui thakaan bujhi mann ki mashaal
Lagaa baat na ye bas ki kala ki hui raat
Kalam bhi bhi mera nahi de raha tha mera saath
Dost bhi duur kyu main karu pareshaan?
Laga fisalne main waala hu filhaal
Khudko roka maine toka aur li lambi si saans
Machi chul, toh main khul ke hu fataa
Inn rapperon seedha dekho dhool main chattaa
Capperon se toh main thakk hi chuka
Aa rha dil churane hoja side de jagah
Hui bhool toh maaf kar dena
Hui raat toh chaar chaand dena
Gaane hai yaad par naam yaad hai na?
Aur kaam jo bhi mile toh gaand faad dena
Jaane humko poora ilaaka
Bachaa ho ya ho budhaapa
Woh kehti kya hukkum mere aaka?
Phir main zaraa sharmaata
Khatam hue Maslow ke masle
Pahaad ke upar hum patti masle
Gulzaar goonje baaki hakle
Tu rote rehja hum toh na fuck de