Aa Bhi Ja Aa Bhi Ja

M. M. Kareem, Nida Fazli

(Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa)
(Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa)

(Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa)
(Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa)

Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Mere, mere dil ke paagalpan ki oh seema kya hai
Yun to tu hai meri, chhaaya tujh mein, ho, tera kya hai
Main hoon gagan tu hai zameen, adhoori si mere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

Dekhoon chaahe jisko, kuch kuch tujhsa dikhta kyoon hai
Jaanoon, jaanoon na main, tera mera rishta kyoon hai
Kaise kahoon kitna bechain hai dil mera tere bina
Raat ko, aa bhi jaa

Curiosités sur la chanson Aa Bhi Ja Aa Bhi Ja de Lucky Ali

Quand la chanson “Aa Bhi Ja Aa Bhi Ja” a-t-elle été lancée par Lucky Ali?
La chanson Aa Bhi Ja Aa Bhi Ja a été lancée en 2008, sur l’album “Sur - The melody of life”.
Qui a composé la chanson “Aa Bhi Ja Aa Bhi Ja” de Lucky Ali?
La chanson “Aa Bhi Ja Aa Bhi Ja” de Lucky Ali a été composée par M. M. Kareem, Nida Fazli.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Lucky Ali

Autres artistes de Pop rock