Khud Ko Hi Paake

Nikhita Gandhi

Meine ye khud se kaha hai khwaab hain nahin door yahaan se.

Mein jo hoon, na badloon, Ik sukoon… Hai paaya hai khud ko hi paake.

Kaise mein, khudko bhulaake samjhu ki mein kaun hoon, ab nayeee si raahein.

Mein jo hoon, na badloon ik sukoon… Hai paaya hai khud ko hi paake.

Kaise tu mujhko rulaaye khud ki agar main sunoo nayee hongi raahein.

Kya karoon? Has loon? Ye sukoon… Jo paaya hai khud ko hi paake.

Tu hi mere zakhmo ki di gayi dawa hai tere bina saaz mein saza hai.

Mein jo hoon, na badloon ik sukoon… Hai paaya hai khud ko hi paake.

Meine ye khud se kaha hai, khwaab hain nahin door yahaan se.

Tu hi mere zakhmo ki di gayi dawa hai tere bina saaz mein saza hai.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Nikhita Gandhi

Autres artistes de Film score