Aao Na (feat. Tulsi Kumar)

Pritam / Sayeed Quadri

Jaane kyun tu mere dil mein raha
Socha tujhe Maine kyun baar haan
Aankhon mein hai tera hi aks sa
Honton pe hai tera hi zikrr haan

Thaame teri baahein meelon chalte jaayein
Aao na aa jao na
Raat aisi chaayein bhoole na bhulaye
Aao na aa jao na

Thaame teri baahein meelon chalte jaayein
Aao na aa jao na
Raat aisi chhayein bhoole na bhulaye
Aao na aa jao na

Tujh se hi kahun woh baatein tujh se
Rab se hi kahun main jo rab se
Yaadon ke tere pahre rehte hain mujhko ghere
Jab se mile ho tum jab se

Aakhir hai yeh kya majra
Aankhon se hai neende tabah
Palke meri hai khud hi gawah

Thaame teri baahein meelon chalte jaayein
Aao na aa jao na
Raat aisi chhayein bhoole na bhulaye
Aao na aa jao na

Thaame teri baahein meelon chalte jaayein
Aao na aa jao na
Raat aisi chhayein bhoole na bhulaye
Aao na aa jao na

Lamhe jiyun main sab lamhein
Sang mein fakat tere sang mein
Itni si khwahish hai re kab se ye dil main mere
Bhar le baahon mein tujhe bhar le

Toote nahin ye silsila
Paaye tujhe har martaba
Aaye jahaan mein jitni dafa

Thaame teri baahein meelon chalte jaayein
Aao na aa jao na
Raat aisi chhayein bhoole na bhulaye
Aao na aa jao na

Thaame teri baahein meelon chalte jaayein
Aao na aa jao na
Raat aisi chhayein bhoole na bhulaye
Aao na aa jao na

Curiosités sur la chanson Aao Na (feat. Tulsi Kumar) de Sonu Nigam

Qui a composé la chanson “Aao Na (feat. Tulsi Kumar)” de Sonu Nigam?
La chanson “Aao Na (feat. Tulsi Kumar)” de Sonu Nigam a été composée par Pritam et Sayeed Quadri.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Sonu Nigam

Autres artistes de Pop