Cham Se Woh Aa Jaye

dil kutch kehta hain
lab kutch kehtey hain
behke behke se hum hote hain
jo kehna chahe
woh keh bhi jaye
aaise lamhe toh
kam hote hain
pyar mein koi nayi baat nahi
yeh aaisa jo ho jaye
dhunde nigaahein jab har pal usko
apna dil kho jaye
aankhon mein kyon chehra uska thodasa dhundhlaye re
cham se woh aa jaye cham se aa jaye
cham se woh aa jaye man pe cha jaye
cham se woh aa jaye cham se aa jaye

mausam ka har andaz bhi
teri adaa ban gaya
chahat ka yeh ehsaas bhi
teri wafa ban gaya
tera chehra aankhon mein
tera pehra khwaabo mein
kabhi dil ki raaho mein
yeh hota hain ho jaaye de
cham se woh aa jaye cham se aa jaye
cham se woh aa jaye man pe cha jaye
cham se woh aa jaye cham se aa jaye

jaayegi jab tu deke judaai bhi
tanha si hogi dilki tanhai bhi
ehsaas tere dil ka aankhon semeri chalka
betaab hoke jab uski hi yaad mein dil ghabraye re
cham se

dil kutch kehta hain
lab kutch kehtey hain
behke behke se hum hote hain
jo kehna chahe
woh keh bhi jaye
aaise lamhe toh
kam hote hain
pyar mein koi nayi baat nahi
yeh aaisa jo ho jaye
dhunde nigaahein jab har pal usko
apna dil kho jaye
aankhon mein kyon chehra uska thodasa dhundhlaye re
cham se woh aa jaye cham se aa jaye
cham se woh aa jaye man pe cha jaye

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Sunidhi Chauhan

Autres artistes de Indie rock