Hum Hain Tum Ho

Sameer

Hum Hain, Tum Ho, Chandni Raat Hai
Aise Mein Hum Kya Karen; Aise Mein Hum Kya Karen; Aise Mein Hum Kya Karen
Yeh Bhi Koi Sochne Ki Baat Hai; Yeh Bhi Koi Sochne Ki Baat Hai.

Hum Hain, Tum Ho, Chandni Raat Hai

Aaja Na Aaja Tu Aaja, Aaghosh Mein,
Dil Mera Behka Behka Na Behosh Mein
Aaja Na Aaja Tu Aaja, Aaghosh Mein,
Dil Mera Behka Behka Na Behosh Mein
Zara Zara Masti Hain, Zara Zara Bechaini
Zara Zara Paagal Hai Samaan
Khule Khule Yeh Suhen, Bayaan Lutega Puhen
Dil Mein Armaan Hai Jamaa
Aise Mein Hum Kya Karen; Aise Mein Hum Kya Karen; Aise Mein Hum Kya Karen
Yeh Bhi Koi Sochne Ki Baat Hai; Yeh Bhi Koi Sochne Ki Baat Hai.

Hum Hain, Tum Ho..Ooooo

Kabhi Hain Narmi Narmi Saason Ke Darmiyan
Sahin Na Jaaye Ab To Aahon Ki Garmiyan
Kabhi Hain Narmi Narmi Saason Ke Darmiyan
Sahin Na Jaaye Ab To Aahon Ki Garmiyan
Suhaana Sa Mausam Hai, Bada Hai Ji Aalam Hai
Mohabaton Ke Bhikhre Shabnam
Tere Liye Paagal Mann, Hai Parenshaan Dhadkan
Sahin Na Jaaye Doori Sanam
Aise Mein Hum Kya Karen; Aise Mein Hum Kya Karen; Aise Mein Hum Kya Karen
Yeh Bhi Koi Sochne Ki Baat Hai; Yeh Bhi Koi Sochne Ki Baat Hai.

Hum Hain, Tum Ho, Chandni Raat Hai
Aise Mein Hum Kya Karen; Aise Mein Hum Kya Karen; Aise Mein Hum Kya Karen
Yeh Bhi Koi Sochne Ki Baat Hai; Yeh Bhi Koi Sochne Ki Baat Hai.

Curiosités sur la chanson Hum Hain Tum Ho de Sunidhi Chauhan

Qui a composé la chanson “Hum Hain Tum Ho” de Sunidhi Chauhan?
La chanson “Hum Hain Tum Ho” de Sunidhi Chauhan a été composée par Sameer.

Chansons les plus populaires [artist_preposition] Sunidhi Chauhan

Autres artistes de Indie rock